Yaade bhi ajeeb hoti hai jab nahi hota hai koi pass.
Zindagi ek safar hai gujar hi jayega.waqt toh waqt hai kat hi jayega,chale jayege hum ek din is jaha se,bus ek yaade he to hai jo rahe ge humare baad.
Yaade hoti hai khabhi ek lamhe ki hassen dastan to khabhi aansu le ati hai.khabhi ye methi to khabhi chudan ban jati hai.
Thabhi to yaade ajeeb hoti hai...pr.
Yaade to yaade hoti hai...
No comments:
Post a Comment