Monday, May 23, 2011

khwaab

Khwaab rehte the jo kabhi palkon pe,
Moti bankar aankhon se jhad gaye.

Daav par hote hain dil o jaan yahaan,
Ulfat ke ye saude mehenge pad gaye.

Dhundhle raaste, manzil bhi anjaani si..
Rukte kadam phir aage badh gaye.

Na jeet huyi, na haari baazi humne..
Kabhi khudse, kabhi kismat se lad gaye.
Mana teri nazar mein tera pyaar hum nahi,
kaise kahen ki tere talabgaar hum nahi,

Khud ko jala ke khak kar dala, mita diya,
lo ab tumhari raah mein deewaar hum nahi,

Jis ko sanwara humne tamannaon ke khoon se,
gulshan mein us bahaar ke haqdaar hum nahi,

Dhokha diya hai khud ko muhobbat ke naam se,
kaise kahen ki tere gunahgaar hum nahi.....

Sunday, May 22, 2011

दोस्तो

๑۩๑ खुशी भी दोस्तो से है, गम भी दोस्तो से है
๑۩๑ तकरार भी दोस्तो से है, प्यार भी दोस्तो से है|
๑۩๑ रुठना भी दोस्तो से है, मनाना भी दोस्तो से है|
๑۩๑ बात भी दोस्तो से है, मिसाल भी दोस्तो से है|
๑۩๑ नशा भी दोस्तो से है, शाम भी दोस्तो से है|
๑۩๑ जिन्दगी की शुरुआत भी दोस्तो से है|
๑۩๑ जिन्दगी मे मुलाकात भी दोस्तो से है|
๑۩๑ मौहब्बत भी दोस्तो से है, इनायत भी दोस्तो से है|
๑۩๑ काम भी दोस्तो से है, नाम भी दोस्तो से है|
๑۩๑ ख्याल भी दोस्तो से है, अरमान भी दोस्तो से है|
๑۩๑ ख्वाब भी दोस्तो से है, माहौल भी दोस्तो से है|
๑۩๑ यादे भी
๑۩๑ खुशी भी दोस्तो से है, गम भी दोस्तो से है
๑۩๑ तकरार भी दोस्तो से है, प्यार भी दोस्तो से है|
๑۩๑ रुठना भी दोस्तो से है, मनाना भी दोस्तो से है|
๑۩๑ बात भी दोस्तो से है, मिसाल भी दोस्तो से है|
๑۩๑ नशा भी दोस्तो से है, शाम भी दोस्तो से है|
๑۩๑ जिन्दगी की शुरुआत भी दोस्तो से है|
๑۩๑ जिन्दगी मे मुलाकात भी दोस्तो से है|
๑۩๑ मौहब्बत भी दोस्तो से है, इनायत भी दोस्तो से है|
๑۩๑ काम भी दोस्तो से है, नाम भी दोस्तो से है|
๑۩๑ ख्याल भी दोस्तो से है, अरमान भी दोस्तो से है|
๑۩๑ ख्वाब भी दोस्तो से है, माहौल भी दोस्तो से है|
๑۩๑ यादे भी दोस्तो से है, मुलाकाते भी दोस्तो से है|
๑۩๑ सपने भी दोस्तो से है, अपने भी दोस्तो से है|
๑۩๑ या यूं कहो यारो, अपनी तो दुनिया ही दोस्तो से है
से है, मुलाकाते भी दोस्तो से है|
๑۩๑ सपने भी दोस्तो से है, अपने भी दोस्तो से है|
๑۩๑ या यूं कहो यारो, अपनी तो दुनिया ही दोस्तो से है

Saturday, May 21, 2011

duwa

Duwa karna yaro juda ho rahe hai,
Rahi zindagi to fir aaker milenge..
Ager mergaye to duwa karte rehna,
Aansun bahane ki koshish na karna..

A duniya badi bewafa hai samajhna,
Kahin dil lagane ki koshish na karna.
Mere doston zindagi ek safer hai samajhna,
Kahin thaher jane ki koshish na karna.

Danishon ki duniya hai sari,
Alfazon ka mydan hai sara.
Zer aur zaber ko pehechan na pao,
To mydan me aane ki koshish na karna.

Kashti ummidon ki ger sahil na paye,
To khud dub jane ki koshish na karna.
Kadam pe andhera karegi ye duniya,
Kahin dil jalane ki koshish na karma.

Kabhi ro ke muskuraye , kabhi muskura ke roye,
Jab bhi teri yaad aayi tujhe bhula ke roye,
ek tera hi to naam tha jise hazar bar likha,
Jitna likh ke khush hue us se jayada mita ke roye.

Akela sa mehsus karo jab tanhai me,
Yaad meri aye jab judai me,
Mehsus karna tumhare karib hu me,
Jab chahe dekh lena apni hi parchai me.

Kadam yuhi dagmaga gaye raaste me,
Warna sambhlna hum bhi jaanthe the,
Thokar bhi lagi tho us pathar se,
Jise hum apna mante the.

Kaash woh samajthe is dil ki tadap ko,
Tho yun humein ruswa na kiya hotha.
Unki ye berukhi zulm bhi manzoor thi humein,
Bas ek baar humein samaj-liya hotha?

Wo roye to bahut, par mujhse muh mod kar roye
Koi majburi hogi to dil tod kar roye
Mere samne kar diye mere tasveer ke tukde
Pata chala mere piche wo unhe jod kar roye

Mere khwabon mein aana aapka kasur tha
Aapse dil lagana hamara kasur tha
Aap aaye the zindagi mein pal do pal ke liye
Aapko zindagi samajh lena hamara kasur tha

कोई तुमसे पूछे

कोई तुमसे पूछे कौन हूँ मैं ,
तुम कह देना कोई ख़ास नहीं .
एक दोस्त है कच्चा पक्का सा ,
एक झूठ है आधा सच्चा सा .
जीवन का एक ऐसा साथी है ,
जो दूर हो के पास नहीं .
कोई तुमसे पूछे कौन हूँ मैं ,
तुम कह देना कोई ख़ास नहीं .
हवा का एक सुहाना झोंका है ,
शक्ल देख कर जो नज़रें झुका ले .
जिंदगी का एक ऐसा हमसफ़र ,
जो समंदर है , पर दिल को प्यास नहीं .
कोई तुमसे पूछे कौन हूँ मैं ,
तुम कह देना कोई ख़ास नहीं.

Friday, May 20, 2011

Bewajah

Bewajah Kisi Se Pyaar Ka Izehar Nahin Hota,
Milta Hai Jo Saste Mein Wo Pyaar Nahin Hota.

Maine To Mohabbat Mein Gujare Hain Kai Din,
Her Roz Magar Hushn Ka Deedar Nahin Hota.

Milta Hai Kabhi Mujhse Wo Ajnabi Ki Tarah,
Aisa Bhee Kisi Ka Koi Dildaar Nahin Hota.

Samm-E-Furkat Mebhi Intezar Kiya Hai Maine,
Dil Gum Ki Tanhai Se Ab Bezaar Nahin Hota.

Dil Kaisa Naadan Hai Mera Jahan-E-Ishq Mein,
Gum Sahta Hai Magar Sitamgaar Nahin Hota.

Jo Bhee Mila Hai Ishq Mein Niyamat Unhi Ki Hain,
Kismat Pe Kisi Ka Apne Ikhtiyaar Nahin Hota.

Ek Baar Hi Hota Hai Dil Ko Kisi Se Pyaar,
Karne Se Jo Hota Hai Wo Pyaar Nahin Hota.

Muddat Gujar Gayi Hai Tere Intezar Mein,
Ab Aa Mere Mahbub Tera Intezaar Nahin Hota,

Ek Baar Hi Deta Hai Dil Bhee Saath Ishq Ka,
Dard-E-Dil Se To Ishq Baar-2 Nahin Hota.

Wo Kaise Gujarta Hai “Majbur” Jindagi
Raho Mein Koi Jiska Gum-E -Yaar Nahin Hota...............

Sunday, May 15, 2011

THE EXAMINATION OF LIFE

GOD IS A GREAT EXAMINERWE ALL ARE STUDENTS
THIS LIFE IS THE ANSWER BOOK
ON WHICH WE HAVE TO GIVE EAM
THE WORLD IS THE HALL
WHERE WE ALL ARE SITTING
TO TAKE THE EXAMINATION
THE TIME ALLOWED IS ONLY 3 HOURS
FIRST HOURS BELL RING IS CHILDHOOD
SECOND IN YOUTH & THIRD IS OLD AGE
THE EXAMINATION IS OVER
THE COPY IS SNATCHED
LIFE TO END THERE MEET
DON’T TRY TO CHEAT
THE EXAM IS EVERY WHERE
DON’T TRY TO DECEIVE
SO WRITE DOWN WHAT YOU KNOWN
SO THAT YOU MAY NOT SAY
THE PAPER IS LENGTHY
THE TIME IS SHORT
IF YOU FAIL YOU SHALL BE
PUSHED IN THE HELL
& IF YOU PASS THEN
YOU WILL FOUND YOURSELF
IN THE HEAVEN
IT IS THE NAME & GOD
THE MERCIFUL
THE COMPASSIONASTE

Friday, May 6, 2011

DREAMS


SO MANY DREAMS
FLOATING IN MINE HEAD
BUT WHERE DO I KEEP THEM
THEY ALWAYS AND ANY TIME STEM
THEY LIE ON THE MOSSY FOREST FLOOR
THEY LIE IN THE WEBLY ATTIC
THEY FLOW WITH THE KROOK
THEY ARE AWLAYS IN EVERY CORNER AND NOOK
SILVERY AS THE STARS
GOLDEN LIKE THE SUN
PRETTY AND BEAUTIFUL
THOUGH THEY ALWAYS MAY NOT BE TRUTHFUL
FROM THEM SPRINGS TO DESIRE
THAT INSPIRES US TO LIVE NOT JUST SURVIVE
BUT STRUGGLE IN THE BATTLE TO LIVE
THEY MAY BE AS SMALL AS A BUD
BUT ITS FROM THEM THAT TOMORROW SPRINGS
WITH HOPES PEACE AND LOVE

PAKISTAN KO CHETAVANI


AB CHINTA  MAT KAR MIYA,
HUM CHEHRA KA OJH BADAL DENGE
ITHAAS KI TO KYA HAASTI ,
HUM PURA BHOGOLE BADAL DENGE,
SARA ADHYAN BADALKAR KE
LAHORE SE GUJRE GAYE GANGA
ISLAMABAD KI CHATI PAR
FAREGAYE BHARAT KA TRIGANGA
PHIR SE RAWAL SE KARACHI
TAK AAR PAR HO JAGAYE
SIND RAWAL KE AAR PAR
PURA BHARAT HO JAGAYE
PHIR SHAIDYON-2 TAK
JINNA JASA SATAYAN NA HOGAE
BHARAT TOO HO GAYE PAR
PAKISTAN NA HOGYE

Ye Dil Lagi ....!!

Kaise pata lagaye ki kuch risthe dil ki lagi hai ya dillagi.
Dillagi mei raat ko need ati hai, dil ki lagi raat bhar tadpati hai,

Dillagi mei aapko sab kuch yaad rahta hai, per dil ki lagi apko sub kuch bula dete hai,
Dillagi mei aap uska accha bura sochte ho, dil ki lagi mei ap uske alawa kuch nahi sochte,

Dillagi pal bhar ka ristha bhi ho sakta hai, dil ki lagi Zindagi bhar saath rahti hai,
Dillagi mei aap usse bhulne ki koshish kar sakte ho, dil ki lagi mei ap kabhi usse bhul nahi pate,

Dillagi mei aap usse ke assu pochta ho, dil ki lagi mei app uske saath rote ho,
Dillagi mei madhosi se rahti hai, per dil ki lagi mei to hosh hi nahi ratha,

Dillagi agar kamiab ho to acchi lagti hai, per dil ki lagi mei nakamiabi bhi koobsurat hoti hai,
Dillagi shyaad dil ki lagi ki or pehla kadam bhi hoti hai, per dil ki lagi akhiri imthan hoti hai

Per dillagi kab dil ki lagi mei badal jati hai ye koyi nahi jantaa