Saturday, April 9, 2011

MANJIL

Aaj main apne dil ka haal
Tumko suna na paoun shayad
Phir bhi agar samjah sako toh samjho
Bin kahe Bin sune
umadthi lehrain nahi rahne deti
mera maan shant

   
    Phir bhi koshihain hazaar karta hoon
    Ki lag jaye naao kinare ke pass
    Inhi koshishon ke bhawar main fas naa jaoun main
    Phir bhi aasha karta hoon ki
    Manjil tak pahounch paoun main

No comments:

Post a Comment